hello world: how to create your first java program
Is page mein, hum apna simple java program banana sikhenege aur dekhenge ki output kaise aata hai JDK install krne ke bad.Simple java program create karne ke liye hamen sabse pahle do chijon ki jarurat hogi
1. JDK installed in the computer
2. Editor jismein hum apna Java code likhenge
Steps to compile and run first Java program
Step 2) Open any editor
Step 3) create source code for your Java program.
Step 5) Ab sirf aapko code save karna hai.
save the file as FirstProgram.java
Step 6) Command Prompt open kro aur usme jhan pr file save ki h us folder ya directory me jao,thoda easy krne ke liye ap file ko desktop pr bhi save kr skte h.
Step 7) Type
Step 6) Command Prompt open kro aur usme jhan pr file save ki h us folder ya directory me jao,thoda easy krne ke liye ap file ko desktop pr bhi save kr skte h.
Step 7) Type
javac FirstProgram.java
Step 8) Type
java A
Parameters used in First Java Program
Ab chalo meaning dekhte Hain Jo bhi Apne word use Karen is program mein.
Interview ke liye kafi important hai.
Class - Java main class ek keyword already declared hota hai. Java main class banane ke liye, class ki word ka use karte hain
Like class Helow
Public - Java mein public ek keyword hai jo access modifier hota h ye code ki visibility batata hai.
Static- static bhi ek keyword hai, agar kisi method or function ko hum static declare karte Hain to vah method static method ho jata hai.
Static method ki advantage yah hai ki isko kisi subject ki jarurat nahin Hoti calling ke liye. Jab bhi main method call hoga tab automatically static method run ho jayega.
Void - Java mein void ek return type hota h.void method koi bhi value return nahin karta h.
Main - Java mein main ek starting point hai program ka.
String [ ] abs - Java main yah command line argument ke liye use hota hai.
System.out.println ( ) - Java me yah statement output print karvane ke liye use hoti hai.
0 Comments